Ye ishq na hisab’on mein......


Ye ishq na hisab’on mein hai
Na kitab’on mein hai

Ye to bas lajawab’on mein hai
Ye tan mein sota hai aur

Jagta khuwab’on mein hai
Is ka maza na
Sahbab’on mein hai

Na sharab’on mein hai
Is ishq ka thikana na

Shehar’on mein hai na makan’on mein hai
Ye to bas medan’on hi medan’on mein hai

Is ka shumar aur kahan kahan karo gey ‘SADIA’
Ye to bas sawab’on hi sawab’on mein hai

 S@DI@

No comments:

Post a Comment