Mein phool hun mujh ko.......


Mein phool hun mujh ko mehka dey
Mein sookh gaya hun mujh ko khila dey

Mujhay ishq mein apna-ley ya is sey dara dey
Mujhay bakhsh dey ya saza dey

Mujhay aur kuch nahi chahiye ‘SADIA’
Tu khod ko bas mera bana dey

S@DI@

No comments:

Post a Comment