Zamana bara bewafa hai is ka......


Zamana bara bewafa hai is ka aitabar mat kerna
Khod ko bhol jana magar kisi ka intezar mat kerna

Agar wo kabhi bhol ker laut aaye to
Is ki muhabbat ka iqraar mat kerna

Yehi is zamaney ka dastoor hai ‘SADIA’ key
Khud ko kisi key liye barbad mat kerna 

S@DI@

No comments:

Post a Comment