Muhabbat’on ka khayal rakhna......


Muhabbat’on ka khayal rakhna
Kahi’en na aisa ho be-dihani mein

tum hatheli ko khol dalo
hawa’ein sazish pey aan utre’in

to khushk pat’on sa hal ho ga
gulaab rut ka zawal ho ga

muhabbat’on ka khaya rakhna..

S@DI@

No comments:

Post a Comment