Gulab’on ko kabhi chuna......


Gulab’on ko kabhi chuna kabhi khushbo ban jana
Aur ankh’on key mundair’on per

Chamaktey jugno’on ko wasal ki tasweer dikhlana
Aur is mein gum sa ho jana

Agarchey khawab tha lekin hum’ein tabeer lagta tha

S@DI@

No comments:

Post a Comment